Muhammadi Blog

Muhammadi Blog

Thursday 14 May 2015

DO MUTZAAD AQEEDEY AUR DO MUTZAAD ANJAAM

DO MUTZAAD AQEEDEY AUR DO MUTZAAD ANJAAM

Bismillahirrahmanirraheem

DUNYA K AISH O AARAAM AUR NAAZ O NAAM MEIN MAZEY KI ZINDAGI BASAR KARNE WALE KAFIR LOOG DUNYA KI ZINDAGI MEIN AHLE EMAAN KI BE-KASI AUR BE-BASI PAR HASTE AUR UNKA MAZAAQ UDAATE HAI, AAKHIRAT MEIN AHLE EMAAN JANNAT KI NAIMATO MEIN MAZEY KI ZINDAGI BASAR KARTE HUE AHLE KUFFAAF KI BE-KASI AUR BE-BASI PAR HASENGEY AUR UNKA MAZAAQ UDAAYENGEY

"Mujrim loog dunya mein emaan laane walo ka mazaak udaate they jab unke paas se guzarte to aankhey maar maar kar unki taraf ishaarey karte they, apne ghar walo ki taraf palat'te to mazey lete hue palat'te they aur jab unhey dekhte to kehte they k ye behke hue loog hai halankey wo un par nigraan bana kar nahi bheje gaye they aaj eemaan laane wale kuffaar par hans rahe hai musnado par baithey hue unka haal dekh rahe hai kafir jo kuch dunya mein karte they uska sawaab (badla) unhey mil hi gaya". (Surah Mutaffifeen Surah no. 83 Ayat no. 29-36)

No comments:

Post a Comment